Latest Article

Jio sim network problem | Jio sim network problem solution

Welcome on today's amazing post, On this post we are going to know Jio sim network problem | Jio sim network problem solution We hope you will like today post and please share with your friends 😊
Doston Kai bar kya hota hai ki Internet ki setting mein kisi bhi prakar ki chhedkhani ya sim ko Nikal ke fir se lagane se ya Fir bacche ke dwara es prakar ke koi bhi harkat kar Dene se internet ki setting mein gadbadi a jaati hai jiske Karan ki Internet ka chalna ,internet ki slow speed ki samasya ,aur jaise ki call na lagne ki samasya es prakar ki aur bhi samasya utpann hone lagti hai to Aisa lagta hai ki jo sim hai vah kharab ho chuki hai is prakar ki sthiti aane per bahut sare log pareshan hone lagte Hain to doston aaj ke is post mein 3 aise tarike batane wale hai but yah tarike Keval jio user ke liye hain yah aapko Dhyan rakhna hai ine 3 tariko ko aap use karke is prakar ki jo bhi problem hai usko aap short out kar sakte hain bahut hi easy way mein .

Process (1):
  Simple sa Aap apne mobile phone ka sim Card hai jo ki  jio ka vo dekh lijiye ki  pahle slot mein Laga hai ki nahi kabi- kabhi kya hota hai ki ye jo mobile phone hoti hai jo ki  pahle slot se hi 4G chalti hai aur baki Jo second slot hai usse 4G work nahin karti hai to iske liye check karna jaruri hota hai ki hamara Jo jio ka sim card hai vo pahle slot mein hai ki nahin to sabse pahle aapko yah check kar lena hai 

Process (2) & (3)

Is process ko acche se samajhne ke liye yah video dekhen 






Or jankari chahiye to hame Instagram par @Careerdeveloped par massage kare.

Or Hame Follow karana Na Bhule 🥰


Ummid hai Post 📫 pasand ayi hogi apni feedback hame comment ke de🙏




Post a Comment

0 Comments